WordPress kya hai best guide in Hindi 2022

Worpress Agar aap ek blogger Hain to aapne wordpress ka naam to suna hi hoga lekin kya aapko pata hai ki wordpress kya hai aur WordPress per website kaise banaye? Yah duniya mein sabse popular CMS hai CMS se mera Arth hai content management system Agar aapne iske bare mein nahin suna hai aur uske bare mein jyada nahin jante to chinta ki koi baat nahin hai is artical ke andar mein aapko wordpress se related sabhi chijen batane wala hun Aur sath hi sath batane wala hun ki WordPress kya hai? or kaise kam Karta hai?

blogging ke liye wordpress ya blogger mein se kaun sa behtar hai?.

वर्डप्रेस क्या है-WordPress kya hai in Hindi

WordPress kya hai

yah ek open source platform hai jo ki website banane ke liye kam Aata Hai.

Isko PHP and MY SQL Dwara likha gaya hai yah 2003 Mein launch hua tha yah website ke Content ko bahut acche se Manage karta hai isliye ye bloggers ka sabse pasandida content management system Hai pure world ke andar.

agar mein baat karu wordpress users ki to pure Web ke andar jitne bhi website se usmein se 40% websites isi ke through Banai gai hai aur bacche 60% yah to Kisi coding ke through yah Kisi Anya CMS ke Through Banai gai hai. ap WordPress ki lokpriyta ka andaza laga hi sakte hai.

yah Itna Jyada lokpriya isliye bhi hai Kyunki yah easy to manage aur free hai.

market Mein isi ki hi Tarah Aur Bhi CMS uplabdh hai hi jo mila jumla Drupal tumblr lekin fir bhi iski lokpriyta jyda hai.

kyoki ki yah ek open source project hai isliye isme hazaro ki sankhya me volunteers iske coading me updation krte rehte hai or isko behtar banate rehte hai jo ki sabko benifits provide krta hai isliye WordPress user friendly CMS bana hua hai 2003 se logo ke bich.

saath hi saath isme apko apni website ko customize krne kw liye lakho ki sankhya me plugings themes or widgets use krne ko deta hai. jo ki apki website ki sundrta ko badhane me help krta hai.

WordPress kyo istemaal kare.?

  1. open Source hota hai.

iski bahut acchi baat hai ki hai open source CMS hai jismein kya hota hai aap iski coding me changes bhi kr sakte hai apni website ko attractive banane ke liye agar apko coading aati hai to .

2. User-friendly hota hai

isko use Karne ke liye aapka developer Hona Jaruri Nahin Hai yah bahut hi jyada Aasan hai agar aap Ek developer Nahin hai aap fresher Hain Hai web designing field mein to Ap bhi website WordPress ke through website banana sakte hai ya bahut hi jyada user-friendly hai/

3. iske andar inbuilt Seo facility milti hai.

apko iske andar bahut se yese plugings mil jayenge joki apko apki website ki seo karne me helpful sabit honge.

4. multiple tark ki website bana sakte hai.

ap iski sahayta se tarh tarh ki website bana sakte hai ap chahe to bloging ,profile , business, e commerce , or bhi bahut se type ki website ap wordpress ki sahayta se bana sakte hai.

5. Trustworthy CMS hai.

yah ek trustworthy cms hai kyoki isko 2003 se abhi tak logo dwara lagataar istemaal kiya ja raha hai wahi kitni websites aayi or gyi lekin WordPress abhi tak apni market bana kar baitha hai to ye trustworthy CMS to hai . saath hi saath isme apko apni site ka backup lene ke liye bahut se plugin bhi mil jayenge joki bahut hi jyda important factor hota hai.

6. Secure CMS hai.

yah ek bahut hi secure CMS hai apko Website secure karne ke liye bahut se pluging deta hai unka istemall krke ap apni website ka data or puri website ko hackers se secure kar sakte hain.

aasha karta hu apko WordPress kya hai ? jaankaari achhi lagi hogi

aane wale articls me main apke liye wordpress se related or bhi bahhut se blogs laane wala hu

ap apne is article se releted question mujhse Comment box me puch sakte hai.

Sharing Is Caring:

Leave a Comment