Web 3.0 क्या है? in Hindi

kya aap jante Hain web 3.0 kya hai aur kaise aage aane Wale samay mein internet ki duniya mein tahlaka machane wala hai aur kaise ise sabhi logon Ko karenge.

wave 3.0 ke bare mein pichhle kuchh samay se lagatar charcha ho rahi hai vah 3.0 kis tarah se internet ko badal dega ya FIR yah idea flop ho jaega janne ki koshish karte Hain ki yah darasal 3.0 kya hai aur log iske bare mein kya sochte hain

Aaj ham web 3.0 ke bare mein janenge 3.0 kaise kam karne wala hai aur uske क्या-क्या features hone wale Hain is artical mein web 3.0 se related sabhi jankari aapko mil jayegi

Web 3.0 क्या है? (What is Web 3.0 in Hindi)

Where 3.0 internet ka ek alag version hai Jahan services blockchain per chalengi Web 3.0 decentralised hai.

Jiska use Cripto currency ki tranction ke liye bhi Kiya jata hai web 3.0 mein koi ek company nahin hogi balki har user Apne content ka Malik khud hoga isko ham is tarah se samajh sakte hain ki
Abhi hamare content ka Malik ya to Google hai ya usse related ham jo bhi services use karte hain unke Malik vah hai hamara content wah jab chahe delete kar sakte hain ismein ham kuchh nahin kar sakte hain lekin Web 3.0 ke aa jaane ke bad Jo content humne upload Kar Diya jab tak ham nahin chahenge tab tak vah content vahan se delete nahin ho sakta hai.

Doston web 3.0 se pahle iske 2 Version already market mein chal rahe Hain jisko ham internet ke taur per use karte hain pahla Version web 1.0 dusra version web 2.0 ham already use kar chuke hain aur kar rahe hain lekin ab Bari hai web 3.0 ki aur uske official launch ki to chaliye pahle jante Hain purane 2versions ke bare mein.

Web 1.0 क्या है? (What is Web 1.0 in Hindi)

To agar ham baat Karen Web1.0 ki to yah internet ka sabse pahla face hua jismein ham kuchh bhi search karke browse karke website per Diya hua Gaya content pad sakte the kyunki yah internet ka pahla varjan tha to ismein jyada features nahin the ismein Khali text hi hote the aur abhi ke mutabik yah kafi boring hua Karta tha Kyunki web 1.0 mein only text hua karte the

Aur yahan per sirf single way ya one way interaction hua Karta tha matlab website ke owner ne aapko information de di hai aapko information se related koi sujhav ya koi tippani nahin kar sakte the. Jaise ki abhi aap is website per meri website per yah information padh rahe hain aur agar main kuchh galat likhta hun ya FIR aapko lagta hai ki ismein kuchh addon kara ja sakta tha to aap comment karke mujhe bata sakte hain.

lekin Web 1.0 mein comment karne ka option nahin hua Karta tha isliye isko one way interaction bhi Kaha gaya hai.

Web 2.0 क्या है? (What is Web 2.0 in Hindi)

Web 2.0 ki shuruaat 1999 mein Hui jab internet thoda popular ho gaya tha aur isi samay mobile phone social media cloud computer ka bhi janm hua web 2.0 mein ham website per jakar login kar sakte hain comment kar sakte hain.
Basically websites ko dynamic banaya Gaya aur web 2.0 yah suvidha deta tha ki aap koi artical padh rahe hain aapko kuchh sujhav dena hai use artical ke author ko to aap comment karke usko yah bata sakte hain ki aapane yah mistake ki hai ya FIR yah aapke add on kar sakte the ya FIR mujhe yah jankari samajh nahin I to yahan per aapka kya hua aapane yahan two way interaction chalu ki web 2.0 ke andar saral bhasha mein samjhe to ham kaise social media ke through Apne friends ko message karte hain udhar se vah message karta hai yah karti hai to yahan Tu interaction chalu hua.

Web 2.0 ke andar hi Amazon aur Flipkart Jaisi website bhi Bani Jin per ham Ghar baithe shopping kar sakte hain aur kuchh bhi order kar sakte hain Jo internet ham aaj ki date mein istemal kar rahe hain vah web 2.0 hi hai

Web 2.0 internet ko ek kadam aur aage le Aaya Jahan ham ek dusre ko social media per follow kar sakte hain ham Ghar baithe duniya ki update le sakte hain aur hamen pata chalta hai ki duniya bhar ke andar kya chal raha hai.

website statics se dynamic banai gai
Aajkal har koi Instagram Facebook Google YouTube to istemal Karta hi hai per yah hamen muft mein Apne platform ka istemal karne dete Hain jiske badle mein yah Apne platform per kuchh ads dikhate Hain per jyada log yah nahin sochte ki ads itni exact kyon hoti hai jo ham soch rahe hote hain jiske bare mein ham online search kar rahe hote hain vahi ads platform per hamen dikhne lagte Hain ham iske bare mein bhi janenge kya chij hoti hai vaise hi re marketing bola jata hai

Web 3.0 क्या है? (What is Web 3.0 in Hindi)
Web 3.0

Web 3.0 aane ke bad aapke pass jyada power hogi internet per aapka content aapka hi hoga aur iske badle aapko token milega chahe aap apna content Kisi platform per post Karen use content ka right aapke pass hoga abhi Aisa nahin hai abhi iski pakad बड़ी-बड़ी company ke pass hua karti thi jaise ki aapane apni photo Facebook per post ki hai to vah photo to aapki hai lekin vah content Facebook ka ho gaya Apne Kisi fayde use kar sakta hai jaisa ki maine bataya vah 3.0 decentralized hone wala hai jo ki ek block change system per kam Karega iska matlab yah hai ki aapke content ka Malik koi dusra platform nahin hoga chahe aap Facebook use kar rahe ho aap apni photo vahan upload karte hain lekin use photo ke Malik 2.0 ke andar Facebook hua Karta tha bhale hi photo aapki hai lekin uska Malik upload hone ke bad Facebook ho jata tha Lekin vah 3.0 a jaane ke bad aapki photo ke Malik bhi aap hi honge jab tak aap nahin jaenge aapki photo ka istemal Facebook Apne fayde ke liye nahin kar sakta hai

Facebook hi nahin sath hi sath Google bhi aisa hi karta tha jaise ki aapane kuchh bhi information Google per upload ki agar Google ko vah theek nahin lagti to Google use remove kar deta tha but 3.0 mein aap jo bhi Google per upload kar rahe hain vah aapka content aapke hath mein hoga jab tak aap chahe use content ko kuchh Sambhal sakte hain matlab aapka content Kisi bhi HAL mein vah company delete nahin karte Jahan per se aap upload kar rahe hain jab tak aap apni marji se delete nahin karte

Sath hi sath humne dekha hai ki ham kuchh content upload nahin kar sakte hain as per the guidelines of third party website like Facebook YouTube ham kuchh content upload nahin kar sakte hain unki guidelines ke against jakar but 3.0 mein Aisa kuchh nahin hone wala hai aap jaisa chahe vaisa contant upload kar sakte hain iske kuchh

Web3.0 ke nuksaan

Nuksan bhi dekhne ko mujhe mil rahe Hain ya mil sakte hain chaliye main kahun to kyunki abhi kya hai Facebook aapko nudity se related pornography se related koi contact upload karne nahin deta hai agar karte bhi hai to aapko vah guidelines show Karta hai Web 3.0 ke andar Aisa kuchh nahin hone wala hai log jo marji chahe vah upload karenge lekin jaisa ki ham jante Hain Aaj ke Daur mein bacche se lekar budhe Tak sabhi log internet ka use kar rahe hain to isko dekhne wale aap bhi honge aapke bacche bhi honge or bujurg bhi to agar jaisa mai soch raha hu ki log yesa conent bhui uplode kr rahe honge to yah galat hone wala hai. but shayd kuch pabandiya bhi lag jaye time ke anusaar.Tum mujhe yahan kuchh iski kamiyan dikh rahi hain Jo ki aane Wale samay mein Shayad kuchh pabandiyan v 3.0 ke upar bhi lagaye ja sakte hain kyunki agar aisa Raha to bahut se fraud ho sakte hain bilkul bhi theek nahin hai aur sath hi sath Kiya ja sake.

Web 3.0 कितना सिक्योर है?

3.0 ki security Puri aapke hath mein hi hogi jaisa ki maine bola ki yah dcentralised hoga iska koi ownership nahin hai to matlab aapki security aapke hath mein hi hai aur aap apni security ko achcha kaise kar sakte hain aapko bhi pata hai.

cunclusion

Agar aapko bhi web 3.0 ke bare mein kuchh pata hai to mujhe jarur bataiye comment karke kyunki main bhi abhi naya hun web 3.0 ke knowledge mein aur main bhi kuchh acchi knowledge Janna chahta Hun to agar aapko kuchh pata hai to mujhe comment karke bataiye aur agar artical pasand Aaya to share jarur kijiye.

dhyanwaad.

Sharing Is Caring:

Leave a Comment