technical seo kya hai hindi :- Jab bhi SEO ki baat hoti h toh jo 2chij humare dimag me sabse phle aati h vo h – Off page SEO aur On Page SEO
SEO k mamle me hum Aksar yeh bhul jate h ki in dono tyep k Alva SEO ka ek tesra type bhi h jishe hum technical seo kahte h
Kise Site ka Techinical SEO kamjor h toh aapko yeh baat jankar herani ho skti h uss site ke On page SEO or Off page SEO pe bura impact par skta hai
Isliye SEO ka Puri tarah se fayda uthne k liye apko yah make sure krna jaruri h ki Off page or On page SEO ke sath ki sath aapki site ka technical seo bhi kaafi badhia ho taki apki site Google or anay search Engine me ache Sthaan par rank kr paye. Or aapki web site ke SEO ki puri potential ko unlock kr paye esliye aaj ke eski article me Humne baat ki hai technical seo Kya hai or aap ise apne block yeha web site par kese lagu kr skte hai
technical seo kya hai hindi

1.)What istechnical seo in hindi ?- (technical seo kya hai hindi)
Search engine kisi Web site ko Google me rank krne ki liye sirf uske keywords or backlinks he nahi jante hai Balki wah in dono chijo ke sath hi sath uska technical analysis bhi krte h .
Technical analysis se humara matlab hai Web site ki technical chijo ko check krna
Example ke liye koi Web site kitni jaldi load hoti hai or uska architecture kesa hai yeh saari chije technical seo ke under me aati h
Aashan word m bol skte ki
Apki Web site ko Google me ache position par rank krvne k liye hume uske jo technical seo khate h
Techinical seo ke andar apki site ki coding, sitemap submissions architecture, index or crawling jesi Chij aati hai aapki website ki enh chijo me sudar krna hi uska technical seo krna kahlata hai
2.) Important of technical seo ?- (technical seo ka importance )

Technical seo humari Website ko Google me upper rank krne k liye bhut jaruri hoti hai. Google aaj kharab technical seo wali sites ko apne search engine me rank krna like nhi krta h or unhe jitna ho sake logo ki najro se dur rakhne ki koshish krta h kyuki wah nhi chahta hai ki use estmal krne wle log bekar technical SEo wali site pr visit kre or unka user experience krab ho.
Aaj Google jis Website ki loading speed or design responsivenesshoti hai usko ko bhut jyada Impoeratance deta hai. Jo Web site jaldi se open ho jati hai or har divice ke hisab se khud ko sahi se dhal leti hai. Google use apni search me logo upper dikhna pasand krta hai. Kyuki weh logo ko acha user experience deti hai .or unka kaam aasan bna deti hai .
user experience seo kya hota hai or kese kre.
Aap humari Web site ka technical seo acha nhi hai toh tab chahe hum apni site ka On Page or Off page seo kitna bhi sandar kr le, humare Google me top pe rank ke chances lagbhag na ke Barabar hoge kyuki Google jadatar unhi Web sites ko top pe dekhna prefer krta hai jo ki logo ko bhut acha user experience provide krti hai or humari site ke user experience (UX) ko bhetar banane me technical seo bhut bada character nibhata hai.
Esliye apni Web site ke technical seo pe bhi utna ki Diyan de jitna ki aap uska Off Page or On Page SEO pr dete hai. Kyuki yeh bhi apni site ke liye unhi ke jitna juri hai
3.) Technical seo important factors- (technical seo ke important fectors
Off Page or On Page seo ki he tarah technical seo ke bhi kuch factor hote hai jinke Adar par aap apni Web site ka technical seo kr skte hai .
Technical seo ko kuch techniques ka use krne ka anjaam diya jaye toh yeh apki Website ke liye behad faydemand sabit ho skta hai isliye yeh kuch important factor hai jinki help se aap apni website ka technical seo kr skte hai.
1.preferred domain name – kisi site ko www or bina www ke dono tarha se access kiya ja skta hai halaki yeh dono chijo access toh ek hi Website ko krti hai magar search engino ki najro me yeh dono website alag alag hoti hai . Esliye unhe yeh btna bhut jaruri hai ki humari website ke kon se version ko important Deni h
- Rebots.txt file ko optimize kre –
Apne block ki root directory me jakr aap apni block ki robots.txt. file ko aasani se optimize kr skte hai yeh file search enjone ko yeh jankari deti hai ki unhi apni website ki kon se chij ko Google me dikhna hai or kon si ko nahi. - URL Structure – website ka url jitna chota or simple ho sake ,utna rhkna chahiye usme keywords ka use seo ke lihaj se acha rhta hai .
- .Navigation and site Structure – apki website ko design aasi hone. Chahiye ki user or Google dono ke liye optimised ho .
- Schema Markup – apni website ko Google me features sinppet or people also ask for box me features krne ke liye aap schema Markup ka prayog kr skte hai.
- HTTPS and SSL Certificate – jis website ke Ural ke aage http ke jagah https laga hota hai Google use apne search se jada important deta hai sath hi SSL CERTIFICATE wali Websites par bhi Google ki kirpa bank rehti hai
- Website loading speed – kisi website ke open hone ki speed jitna jda hoti hai Google me uske rank krne ke chances utne hi Jada hoti hai.
- .XML sitemap – website ke side map Google search console or Bing webmaster tool me submit krvne se humari posted search enjono me jldi se crawl hoti hai.