Kya aap jante Hain Google algorithm kya hai? aur yah kaise kam karta hai?
Agar aap Ek blogger Hain to Google algorithms aur Google algorithm update ke bare me aapko pata hona chahie.
Agar aapko abhi tak iske bare mein kuchh nahin pata tha to chinta ki koi baat nahin hai. is post ke through main aapko what is Google algorithms in Hindi Complete Guide for 2022-23 dene wala hun taki
Agar aap ek blogger ho to aapko Google algorithm ke bare mein pata hona chahie kyunki isase aapko Apne blog ka SEO karne aur use Google mein top rank Dilane mein madad milati hai, website ho ya blog usko Google mein rank karane ke liye search engine optimisation ki jarurat padati hai uske liye aapko
Uske liye aapko Google algorithm ki knowledge honi chahie yadi aap internet marketing se Jude hue Hain to aapane iske bare mein jarur Suna Hoga agar nahin bhi suna hai to koi baat nahin is post ke through main aapko Google algorithem and google algorithem update ki puri jankari dene wala hun
Google Algorithm क्या है?

Google algorithm ek search engine optimization process hai jisme kya hota hai jo bhi user search karte hain to Google algo rithm use search se related best result apni users ko provide karta hai
Google algo rithm Google search engine me spam ko filter karne aur behtar result dikhane ke liye Jin section factors ka istemal kiya jata hai use Google algo rithem kehte Hain.
Google Apne users experience ke liye UN sabhi best results ko Apne user ke samne rakhta hai jo sabhi Google algorithem ke niyamon ka palan karte hain aur apne website mein sahi aur satik jankari dete Hain unhin ko Google Apne users ko dikhata hai taki Google ke users ka experience kharab Na Ho lekin jo Google algorithm ka ullanghan karta hai unko Google search engine spam kar deta hai Spam kar Dene Ka matlab yah hai ki aapki website Google search engine par show nhi hogi.
Jab bhi aap Google per kuchh search karte hain to aapke pass use search ke Releted hajaron ya lakhon results a jaate Hain ab yah Google algorithm decide karta hai ki sabse upar hamen kaun sa result aapko show karna hai.Google Apne algorithm ko Samay samay per change karta rahata hai aur ismein bahut se alag alg fectors ko joda ya hataya jata hai is article me hum pehle ke aaye hue kuch core updates by google ke baare me baat karenge or unhe samjhenge.
Google Algorithm काम कैसे करता है?
Google algorithm kaise kam Karta hai? isko acche se samajhne ke liye pahle aapko yah samajhna Hoga ki Google search engine kaise kam karta hai?
Tabhi aap how Google algorithm works is matter ko acche se samajh payenge to chaliye aapko iske bare mein detail se batata hun
Google iske liye 4v tarike ka istemaal krta hai.
- crwaling Web Pages :- sabse pehle google apne bots ko bhej ke sabhi web pages ko crwler krwata hai.
- Analyze Page Contents,:- iske baad crwal hue pages ke content ko analyze kiya jata hai .
- Store in the Content:- fir uske baad google according content type unko us category ke content ke hisab se apne database me save kar leta hai.
- Filter (by Ranking Algorithms):-fir google algorithm ke hisab se unko filter kar ke unki ranking nirdharit karta hai.
Iske bad aati hai Google algorithm ke kam karne ki jo search engine mein web pages ki rank check karta hai to Chali jante Hain iske bare mein
Google algorithm index kiye Gaye web pages ko bariki se check karta hai aur dekhta hai ki UN sab mein se kaun sa content sabse behtar hai usi hisab se wah ranking decide karta hai.
Iske liye wah website ki content quality,domain authority, backlinks Jaise Kai search engine optimisation factor ke hisab se page ko rank deta hai.Google algorithm ek nahin hajaron search engine optimization fectors Se milkar banaa hota hai aur yahi decide Karta hai kisko acchi rank deni hai aur kisko Spam karna hai.
ISI tarah Google algorithm updates bhi ek nahin balki hajaron hain ji han aap Sahi sun rahe hain ek nai hajaron updates Hain kyunki Google har mahine har hafte kuchh Na kuchh update Karta rahata hai halanki yah update chhote hote hain to utna impact nahin dalte hain aapki SEO per but Jaise hi koi core update aata hai to vahan per aapko Apne SEO mein aur ranking mein changes dekhne Ko mil jaate Hain.
Some old updates of Google
- Fred
- Core
- RankBrain
- Panda
- Penguin
- Humming Bird
- Pigeon
- Page Layout Update
- Mobile Speed Update
- Mobile-first index
- Zero Result SERP Test,
yah kuch top core google algorithem updates.
Important Google Updates.
Google Panda: yah update especially Content ki Quality par dhyan deta hai.
Google Penguin: yah update especially Links Ki Quality par dhyan deta hai..
Google Humming Bird:-yah update especially Conversational search queries ko kai tarike se accurately handle par dhyan deta hai.
to guys maine yaha google algotithrm kya or kaise kaam krta hai iski choti si jaankari di hai ink sabhi core and important updates ko mai acchi tarike se ek ek kar ke cover krunga or ap tak leke aaunga tab tak ke liye bane rahiye mee site gyankart par
Dhyanwaad.
Article tags :- what is google algorithm in hindi, what is google algorithm in hinglish, what is google algorithm updates, google algorithm updates, core updates of google,