12th ke result aate hi students ki pareshani or cunfusion badh jaati hai.ki 12th ke baad kya kare a. jinse unka bhwishya safal ban sake. inhi ke subjects ke bich students apne ujwal bhawish ki talash karne lagte hai. aaj is article ke madhyam se hum isi vishya pe charcha karenge ki 12th ke baad kya kare or konsa course kare? jinse ap apna carrier bana sakte hai.
12th के बाद क्या करे (12th ke baad kya kare)

pehle ka samay tha jab subjestc chun ne me aasani hua krte the kyoki kuch hi chuninda subject hua krte the jinme students apni 12th stream ke hisab se apne liye course chunta tha jaise ki .
Medical, civil services, Engineering,
lekin ab yesa nahi hai aaj kal chaahe ap arts commerce ya science se ho courses ki bharmaar hai isi wajh se aj e students kobbsa course kare isi wajh se cunfuse rehte h ki12th ke baad konsa course kare ? jis se unka future safal ban sakega . kyoki ek galat chunav student ke future ko barbaad karne ke liye kaafi hai. to chahliye jante hai har stream ke liye 12th ke baad konsa course ya subject choose kare.?
12th ke baad kya kare arts student
Jin students ke man e ye baat reh jaati hai ki unhone arts subject chun ke Galti Kar di hai
Kyoki medical ya commerce subject me jyda option hai career build Karne ke lite. To ab ye sochna bilkul galst haiBalki Mai to kahunga ki aaj kendor me medical ya commerce se jyda option to arts ke students ke paas hai.
Maine ek list banai hai jismein maine unki ruchi ke anusar bahut se course mention kiye Hain vah ine courses ke bare mein jaankar research kar kar inko chunkar Apne aage ki padhaai ko continue kar sakte hain
List of art courses -12th ke baad kya kare arts student
- BA in Political Science
- BA in history
- BA in Economics
- BA in gernolism
- BA in interir design
- BA LLB (Law course)
- BFD (bechlors of fashion Desiging)
- BSW- Bchelor of social work
- BTTM- bachelor of travel and turijam management
- BBA- Bachelor of bussiness administration)
- BMS- Bachelor of management science
- BEM- Bachelor of event management
- BFM- bachelor of fine art
saath hi saath ap kisi privet insitute se kisi bhi it (information technology) ka koi sa bhi course kar ke kisi bhi privet company me acche se pakge pe job lag sakti hai.
mai khud ek arts ka student raha hu or Digital marketing expert ke tor par ek MNC me SR digital marketing expert ki position par kaam karta hu.
arts ke student ke paas ab bahut se option hai wo chahe to commerce field me bhi job kr sakta hai th ke baad kisi course ko kar ke or jaisa ki maine bataya ap IT feild me bhi ja sakte hai joki pehle Science ke students ke liye reserve rehti thi but ab jamana badal chuka hai agar apke paas skills hai to ap kisi bhi feild se ho matter nhi karta agar apke paas skills hai to ap kisi bhi sector me apna career bana sakte hai.
12th ke baad kya kare commerce student
Commerce bhi ek bahut hi achcha subject hai jismein finance aur management Jaise subject shamil hai dasvin ke bad aap commerce ko chun sakte hain aur agar aapko science mein ruchi nahin hai aur Math mein hai to aap commerce ke sath Math ko shamil kar sakte hain.
List of Commerce Courses- 12th ke baad kya kare commerce student
- B.Com Bachelor of Commerce
- B.com LL.B
- BA.hons-Bachelor in Economics
- BBA LL.B
- Bachelor of Business Administration
- B.Com Hons
12th ke baad Commerce ke liye bussiness courses
- (C.A- Charted Accountancy)
- (C.S- Company Secretary)
- (Bachelor in Foreign Language)
- (Diploma)
- ( Certificate Course)
12th ke baad kya kare Science student
Agar aap science ke student Hain to aapke liye bahut Sare options maujud Hain apko 12th ke baad kya kare ye sochne ki jyda awaskta nhi hai science ke students ke pass kafi Sare options isliye hote hain kyunki vah Apne subject ke madhyam se apna jivan Kisi bhi chetra mein Dal sakte hain science walon ke pass teen subject hote Hain.
- PCB (Physics,Chemistry,Bio)
- PCM (Physics,Chemistry,Math)
- PCMB (Physics,Chemistry,Math,Bio)
PCB courses
Jin students ne Soch liya hai ki vah future mein doctor banna chahte hain vah 12th mein physics chemistry aur bio ke sath acche numbers se pass ho Gaye Hain to doctor ki padhaai ke kar sakte hain lekin
subject ko lene ke bad jyadatar students MBBS hi karte Hain ya FIR aap koi aur doctor ki feild chun sakte hain PCB ke liye bhi bahut se courses Hain
- MBBS (Bachelor of medicine and bachelor of surgery)
- (BDS-Bachelor of dental surgery)
- (Bachelor of Homeopathy medicine and surgery)
- (Bachelor of Ayurvedic medicine)
- (Doctor of Medicine)
- (doctorate in medicine)
- (Bachelor of Pharmacy)
- (B.SC Nursing)
- (BPT-Bachelor of physiotherapy)
- (Bachelor of Medical Lab Technician)
- (Diploma of Medical Lab Technician)
PCM COURSES
- B.SC Mathematics)
- (B.SC Physics)
- B.SC Chemistry)
- (B.SC Interior Design)
- (Animation, Graphics, And Multimedia)
- (BE/B. Tech-Bachelor of Technology)
- (B-Arch-Bachelor of Architecture)
- BCA-Bachelor of Computer)
- (B.Sc-Information technology)
- BCA-Bachelor of Computer)
- (B.Sc-Information technology)
PCM ke students ke liye technical courses (Technology courses for PCM Students)
Jo science ke students hain aur jinko technical science mein interest hai to unke liye technical science mein kafi Sare options Hain technical science mein short courses bhi Hain Jo 2 ya 3 saal ke hote Hain Jo diploma kahlate Hain diploma engineering ke andar aane Wale bhi courses Hain per aap agar Puri Tarah se Ek hi field ke andar expert banna chahte Hain to engineering hi Karen engineering mein BTech aur mtech ke andar aane Wale cources kuchh is prakar Hain.
Technology courses for PCM Students
- (Electronics and Communication Engineering)
- (Electrical and Electronics Engineering)
- (Biotechnology engineering)
- (Computer Science and Engineering)
- (Automobile engineering)
- (Aeronautical engineering)
- (Textile Enginnering)
- (Robotics Engineering)
- (Transportation engineering)
- (Structural Engineering)
- (Automation and robotics)
- (Petroleum Engineering)
- (Instrumentation Engineering)
- (Ceramic Engineering)
- (Chemical Engineering)
- (Power Engineering)
PCMB COURSES
Jin students ne PCMB subject le rakhe hain unke liye yah Sare options open Hain unko yah sochne ki koi jarurat nahin hai ki 12th ke baad kya kare ya kya Karu kyunki PCMB ke student PCB ya PCM mein kisi bhi course mein apna future banaa sakte hain aap apne interest ko dhyan mein rakhte hue Kisi bhi course ko chune aur study kar sakte hain.
12th ke baad pass hue students agar arts, commerce, ya non-medical ke subject ke lekar pass hue hain to aap upar diye courses mein se Apna carrier bana sakte hain aap apni interest ke anusar course ko pehchaniye use per research kijiye aur use interest ke anusar Kisi ek course ko chunkar Kisi ki baton mein Na Aaye
aur aapka Dil jo chahta hai usko Karen main confirm Hun ine mein se Kisi bhi course ko chunkar aap aage jakar ek safal vyakti jarur banenge commerce ki padhaai thodi hard hai but isko ek bar complete karne per ek successful future aapke liye aapka intezar kar raha hai. to aage badhiye or sahi subject ka cunaav kar ke apna future commerce ki duniya me aage badahiye.
mai apke safal bhavishya ki kamna karta hu .or aasha krta hu 12th ke baad kya kare jaise question ka answer mil gya hoga.
12th ke baad kya kare article se related agar Maine kuch miss kr diya h ya kuch sujhav aap dena chate h to mujjhe jaryr bataiye comments ke through. mai nahut hi jyda abhari rahunga.
Article Tag :- 12th ke baad kya kare,
Dhyanwaad.